mai to tere man ki vyatha harne ki koshish karta
tere dukh ke saagar me bin majhi kishti sa ghirta
prem page ehsaason ko is jagti me thaur kahan
saagar hi atript yahan par mujhsa koi aur kahan
main tere antartam ki jwalaon ka shaman karu
tere aade aaye koi to mai uska shaman karun
bas jab bhi rone ka man hoga to suno saheli
ashru bahane mere kaandhe aalamban hoga

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें