कुल पेज दृश्य

गुरुवार, 8 सितंबर 2011

ab to usko pyar karo

ho sakta hai ...har sapna sach ho sakta hai

jab sukhe banjar me koi paudha bo sakta hai..


sach mano! har sapna sach ho sakta hai...



jara lagan se, aansu aur agan se
komal resham honton ki chhuan se  


tum uske jajbaton me jhankaar karo
sach kahta hun jitna chaho pyaar karo


vo bhi to pyasa chatak sa hai dol raha
swati ki bundo ki khatir Pihu-pihu bol raha


ab to uske tapt adhar par adhro ka adhar dharo
sach mano!
ji bharkar chumo adhron ko aur pyar karo..



सच मानो! हर सपना सच हो सकता है...



जरा लगन से, आंसू और अगन से 
कोमल, रेशम होंठों की छूअन से   


तुम उसके जज्बातों में झंकार करो 
सच कहता हूँ जितना चाहो प्यार करो 


वो भी तो प्यासा चातक सा है डोल रहा 
स्वाति की बूंदों की खातिर पिहू-पिहू बोल रहा 


अब तो उसके तप्त अधर  पर अधरों का आधार धरो 
सच मानो!
जी भरकर चूमो अधरों को और प्यार करो ..

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें